Vastu-Prabodhini

295.00

In stock

Too Good to Resist Sale is Live BUY AND SAVE NOW

(Romanised in English): Vastu Prabodhini is pustak main saurmandal ki aatma surya ke prabhav, chandra, prithavi aur uske vasiyon par dusre grahon ke taap, urja aadi ke padne wale prabhavon, prithavi ke vatavaran, vayu pravah va uski dishaon, prithavi ka chumbakiya kshetra, aakarshan shakti evam anya karkon ka dhyan rakha gaya hai. Grahvastu ke saath he vyavasayik vastu, devalaya vastu per bhi prakash dalne ka prayas karte huye ghar, flat, dukan, karyalaya aadi ke liye upyukta vastu niyamon ko paribhashit karne ka prayas kiya gaya hai. Vastu Prabodhini vastushastra ke prarambhik siddhanton ke vyavaharik swarup ko prastut kar rahi hai. Pustak ke is swarup ko pradankarne main kai logon ki mahti bhumika rahi hai jise shabdon main bayan nahin kiya ja sakta hai. Kai mahino ke athak prayas se aamjan ke liye aaj ki aavashyakta ke anurup vastushilp ke shastriya siddhanton ka vyavaharik paksh prastut ho saka. Aajkal azad bharat main pune vaidic parampara evam vastushilpshastriyon ka bolbala prarambh ho chuka hai jisse aamjan kai bar bhaymukta hoker apna sunder swapna sakar kar sake.

Review(s)

About the Author(s)

Additional information

Weight 0.5 kg
Dimensions 10 × 11 × 12 cm
Book Author

Vinod Shastri, Sitaram Sharma

Be the first to review “Vastu-Prabodhini”

Reviews

There are no reviews yet.

Main Menu